Thursday 17 March 2016

Blogger Blog Me INDIAN Flag Kaise Lagaye

Dosto aaj mai aapko batane ja raha hu ki apne Blogger Blog (Website) me lahrata hua Indian Flag lagate hai.

Sabse pahle mai aap sabhi ko Republic Day Hardik Subhkamnaye deta hu. Aapko ko pata hi hai 26 January 1950 ko hamara Sambidhan Lagu hua tha tabhi se Republic Day manaya jata hai. to ham is par zayada bate nhi karenge. Aur janege apne blog me Indian Flag ko kaise lagaye usse pahle Aap Sabhi ko Hindi Me Trick Ke Traf se

Blogger Blog Me Indian Flag kaise Lagaye..?

Step 1 :----
Blogger.com par login karke Apne blog ke Dashboard me jaye aur Layout par click kare.

Step 2 :----
Layout par click karne ke baad apne layout me kahi bhi Add a Gadget par click kare.

Step 3 :----
Add a gadget par click karte hi ek Popup Window open hoga usme HTML/JavaScript par click kare.

Step 4 :----
Uske baad ek new page open hoga usme niche diye gye Code ko copy karke usme Paste kare phir Save par click kare.

Step 5 :----
Ab finaly Save arrangement par click kare.

Ab aapke Blog (Website) me Lahrata hua Indian Flag lag gya hai.

To Dosto ye post aapko kaisa laga hame bataye aur Accha lage to Social networking Site par Share jarur kare aur apne Dosto tak pahuchaye taki o bhi apne Blog me Indian Flag Add kar sake.

No comments:

Post a Comment