Thursday 17 March 2016

Computer Me Android Apps Kaise Chalate hai



Hello Dosto aaj is Article me ham janege Computer me Android Apps chalane ke bare me. Isse pahle mai aapko Bina Software ke Computer me Whatsapp chalane ke bare me bata chukka hu. Aaj Android ka itna zayada use kiya ja raha hai ki har koi Android use karna chahta hai kyuki isme bahut se Apps aasani se aur free me mil jate hai us apps ki madad se bahut se kaam aasani se ho jate ha. Android ko koi tablate me use kar raha hai to Smart phone me to aaj mai aapko aisi trick batane ja raha hu jiski madad se aap apne Computer me Android Apps ko aasani se chala sakte hai.

Mare bahut se Visitor ne mujhe Android apps ko Computer me chane ke bare me pucha to un sab ke sabhi sawalo ke jawab mai is post me de raha hu jise padh kar aap apne computer me Android apps ko chala sakte hai.

Computer Me Android Apps Kaise Chalate hai

Sabse pahle aap niche diye gye Download par click karke BlueStacks Apps Player Naam ka Software download kere.

Software ko Download karne ke baad apne Computer me install karke aap Aasani se Andorid apps ko computer me chala sakte hai.

To Dosto ye Article aapko kaisa laga hame comment karke bataye Agar aapko Android apps ko computer me chalane me koi problem hoti hai to comment karke apna sawal puche.

No comments:

Post a Comment